mujhe zindagi ne rulaya
tujhe paane ke liye
maine zindagi ko hansaya
tujhe bhulane ke liye
par na zindagi jeeti na main
labon pe na hansi hai
na aankhon mein nami
lagta hai meri zindagi bhi
mera saath chod
tere sath ho li!
ab sirf main hun
sirf main
na tu hai
na zindagi!
No comments:
Post a Comment